3. Kisine kaha smbhlna, girna mat ! To
humne bola- hume to haqiqatme jineki adat ho chali h, grte to tb the jb sapno
ki khushfehmi me jite the …
- Sujit Mukerji
2. Yeh to dil hi h jisey jasbaton ki
kadar h, Varna
dimag ka kya- usne to pak rishton ko bhi napak thehraya ! Kisi
girte ko sambhaalne k maqsad se bhi jab koi agay aya, Dimagon ne to us pr bhi
lakhon sawal uthaya, baton ko uljhaya, rishton ko jhutlaya ...Yeh todil hi h jo
khud zakhmi ho kar bhi kisi aur k zakhmo ko sahlaya …
- Sujit Mukerji
1. Uprwala apna kam krta hi h- kaunsi
rah kaha le jaye- smjhata hi h- hum samajh kr chale-bhalai isime h- wrna fr
mrzi usi ki h- akhir hum smajh na paye to galti kski h?
- Sujit Mukerji
- Sujit Mukerji
No comments:
Post a Comment